jab main 06 din ki thee to mairay abuu 1 kali gaay khareed kar lai thay or wo 10 din k bad choree hogai thee main us waqt us chor ki shakal dakhi thee or jab main 5 sall ki hoi to wo phir humaray ghar aya ghar walaon nay us ki baree hi khatir ki main bhi sath hi baithee khana kharahi thee mujhy achanak hi yad agaya k humaree gaay isee admee nai chorai thee or main ghar walon ko bata dia ab 5 sall ka bchaa kiya jhot boll sakta hai bas janab phir kiya tha us chor ko pakar kar poloice k hawaly kar diya.