Salam Pakistan,
kitnay afsos ki baat hay is jadeed door main PBTE kay students maray maray phir rahay hain kay kisi tarah un ko apna AMMAL NAMA yani result ka pata chalay ..
paar PBTE bhi Govt Of Pakistan ki tarah hay, jis ka na tu khud koi future hai our students kay future ko bhi tabahi ki taraf lay janay main masrrof e ammal hai...
pata nahen kaab theek ho ga ye nizam.
saray students jama ho gain PBTE kay khilaf kay kun tang kia ja raha hay?